Monday 30 September 2013

k, shar

ye kisi ka sher h
abke bichhade hm, kuchh ese rangile ho gye
meri aankhe surkh, tere hath pile ho gye

hldi chandan se

haldi chandan se racha bsa ye, tera badan
bhauron ki gunjan, foolon ki chubhan

Sunday 29 September 2013

nav vadhu: e geshu tere

nav vadhu: e geshu tere: ye  geshu tere bikhre bikhre jyoti kalash nikhre nikhre bhav-sindhu me ho jyon moti, chhitre chhitre

ye rup salona

ye rup salona
soya huwa
madhur bhavon me
khoya huwa
priye, lgta hai
rang tumhara
jaise dahi h
biloya huwa

e geshu tere

ye geshu tere
bikhre bikhre
jyoti kalash
nikhre nikhre
bhav-sindhu me ho
jyon moti, chhitre chhitre

priye, anurag bhara

priye
anurag bhara 
snigdh, rup tumhara
lgta hai, jaise
kisi ne
dahi ka sagar
math dala

koyal ki kuk

koyal ki kuk se
jo, uthti hai huk

fir sochke likhenge
bye nav-vadhu

titli jaisi ldki

titli jaisi ldki
krti hai, thitholi
vo, bad masi ki miau....

e git bhi

koyal si teri boli
surat hai, kitni bholi

ye git maine nhi likhi

aaj ka git hota

kabhi tera daman na chhorenge hm

ye maine nhi likhi hu

Tuesday 24 September 2013

teri churiyon ki khanak

teri chiriyon ko khanak
teri jhanjhar ki jhankar 
tere ane ke pahle krti hai
tere ane ka ijhar 

meri ek purani kavita

hldi chandan se

hldi chandan se racha ye tera badan
ghar grasthi bsane ki ye teri lagan

Tuesday 3 September 2013

kabhi pyar ka diya jlana

इतने दिये जलाती  हो
घर द्वारे को जगमगाती हो
कभी एक दिया
प्यार का भी जला देना 

hari hari churiyan

हरी हरी चुरियाँ
हरी हरी चुरियाँ
हरी हरी चुरियाँ
कभी न हो
दिलों में दुरियाँ